Dil Le Gaya Pardesi


Download This Song

Dil Le Gaya Pardesi Song Lyrics


"

Dil Le Gaya
Dil Le Gaya Pardesi Koi Rok Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(3)
Dil Le Gaya Sochna Tha

(ag Kyon Lagaye Bhala Sard Sard Pani Mein
Kyon Mujhe Jalaye Aise Tu Bhari Jawani Mein) (2)
Tanha Tadap Ke Aise Kahin Mar Na Jaon Mein
Kya Hai Bekarari Meri Kaise Yeh Bataon Mein
Kya Ho Gaya
Kya Ho Gaya Kab Kaise Mujhe Hosh Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(2)

(Ek Doosre Ko Dilbar Aise azmane Mein
Umar Beet Jaye Na Uh Roothne Manane Mein)..(2)
Door Jitna Jayega Tu Pas Utna aongi
Bazoon Mein Teri Sari Zindagi Beetaongi
Chaha Tujhe
Chaha Tujhe Jo Maine Mera Dosh Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Dil Le Gaya Pardesi Koi Rok Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(3)

"